Friday, 6 August 2021

Anjaan

 Wo mile or chale gay yuhi ek kwab ki tarah

Jindagi to na ban pay par yaad rahoge ek sabak ki tarah

Galat to nhi they wo par sahi bhi na lage 
Kuch alag hi they ek uljhe sawal ki tarah 

Lamba safar nhi tha hamare ye pal do pal ka sth shi 
Par dil me rahoge hamesha ek malal ki tarah
 
Bhool hui unse maloom h par katabar hum bhi kum nhi 
Batein ab rahengi  sari ab  bus ilzam ki tarah 

Kya usne kha or kya mene kiya ulajhte rahe hum in bato pr or 
Bat nikal gai hato se fisle zajbaat ki tarah 

Uski narajgi or mera dar ek dusre se Yun takrate rahe or
 halat bigad gay kisi Bure khayalat ki tarah 

Na wo sahi na me galat bus smjhe nhi ek dusre ko
 dil me dabe kisi ehsas ki tarah 

Ab rahe wo bhi kush hum bhi kush apne apne jahan me
 agar hui kismat to mileage kabhi kisi  anjaan ki tarah ....

Sunday, 1 August 2021

Galti ...

 Me nadan thi magar samjhdar tum they

Halat bigade agar mene to sambhal skte tum they ..

Inkar nhi ki galti hui muje

Far sach ye bhi ki jimmedar khi na khi tum they 

Afsos h muje ki dil dukha h sabka 

Smj aya nhi muje lekin kha smjhne wale tum they ..

Jo hua so hogya shi galat jo bhi tha Bugatne wale ab hum they 

Mana gussa h narajgi h chlo ye bhi thik pr jate waqt ko rokne wale kha hum kha tum  they 

ladna jgdna gussa narajgi se hota sab thik 

Par khamosh ho gay hum or bolne wale bhi kha tum they 

Chaho ya to krlo khtam sab 

Ya chaho to de dusra muka jindagi ko 

Warna sochna hi rahega ab 

Kya hum they or kya tum they .....