In bhikri hui mouje ka kinar bhi ayega
is gehri kali raat ka savera bhi ayega
waqt ka kya hai kabhi humara bhi ayega
mere hisse me aaye they ache din
puchna tha dubara bhi kabhi ayenga....
takungi baith pehro jisko wo nazara bhi ayega
fer khil uthengi kaliya baag ki fer mousam bahara bhi ayega
suna hai sham hote hi laut ate hai apne gosle ko fer
humare gar ka panchi awara bhi ayega
gaur se dekhti hu uski our me ki koi ishara bhi ayega
kwaisho ko kabool karne ko mera koi sitara to ayega
aye raste katne wale na kaat raste ko gar se mere
kabhi is raste se guzar koi humara bhi ayega
👏🏽👏🏽
ReplyDelete