Chaha to bahut par tumhe bata na sake
zakham dil par aise they ki chahakar bhi dikha na sake
socha tha kaid kar lenge apne dil me ye mohabbat
par hal e dil duniya se chupa na sake
utne lagi thi muj par ungliya zamane ki ,swaloo ka shor tha
koi samja b nahi kabhi or hum bhi kisi ko samjha na sake
Dard tha takleef thi ,ruthi hui takdeer thi
socha tha sab kuch mita denge ab
sab kuch to chodo

tera naam likh kar bhi mita na sake
lagne lga tha ki jine me beimaani hai
ek tarfa adhuri meri kahani hai
sab ne kha bhool ja nahi hai mukamal ishq tera
par bhulate b kaise ye dar hi to unki nishani hai
apna sab kuch kiya jiske naam us naam ko dil se hata na sake
zindagi kar di jiske hawale uspar kabhi haq jata na sake
kya kahu apne is benaame rishte ko
jisko is kadar chaha usi ko bata na sake......

No comments:
Post a Comment