Ek waqt tha jab tujse din hota tha
lekin ab to tere hone ka ehsas hona band ho gaya hai
chije to aaj bhi wahi hai ,yadein ,bate ,jagde
par jane ku ab fark padna band ho gaya hai
Dar rehta tha har waqt ki kuch kho na du ,kuch choot na jaye
lekin ab to duniya ke badal jane ka b asar padna band hogaya
itna kauf tha tere bina jine ka ki sochte hi seham jati thi
ab to sab tabah hone ke dar se dar lagna band ho gaya hai...
itna jalil kiya hai teri chahat me khud ko ,
roj chodne chadne ki bato ne
ki ab to sara zamana chod jay
hume fark padna band hogaya hai
Hazaroo msg karti thi tuje ek waqt tha,
or tera last seen dekha karti thi
ab to tu online rehe ya reply na kar ,
teri profile par visit karna band hogaya hai
tere chod jana mushkil tha ,but jo hua wo acha tha
ab jhote rishto me jina band hogaya hai
ab itni madmast hai khud me ye shivani
ki logo ka charcha hona b band hogaya hai
ek waqt tha tere bina jina nhi tha,lekin jane se tere me itni mukamal ho gai hu
ki ab dusro ke sahare jina band ho gaya hai
teri kushi ke liye chup reh kar sab karti thi
lekin ab wo gutna or chupchap ansu pina band hogaya hai
aaj me khi khud me puri hui hu,kisi ke bina wajood apna khud jana hai
jana hai ye zamana ek afasana hai ,khud ko ab mene pehchana hai
karne lagi ab khud se is kadar pyaar
ki ab dusro se dil lagana band hogaya hai..

No comments:
Post a Comment